ek tara tha aasman me jab bhi chamaka karta tha,
is dharati ki tadapan ko wo kabhi nhi samajhata tha,
pyar bhara dil tha ek mera khwab sajpo kar rakhe gye the,
is pyasi dhadakan ko tab ham ishk mohabbt kahte the,
sapane me aakar wo tara usaki bat batata tha,
jisase ham kuchh kah n pate raj wahi samajhata tha,
pyar mohabbt ki wo bate khatm nhi ho pati thi,
ham kya karte rat bahut ho jati thi,
is tanhai me rah karke ham jhuthe hasate rahte rahte the,
rone ko dil kahata tha par tadap tadap ke jeete the,
unke dil ke nagri me kanha mera thikana tha,
in sabko sahte sahte bna ek deewana tha,
fulo ke is gulashan me mahafil ek banayi thi,
ham kab tak usase pyar kare mere liye parayi thi,
dil ki dhadakan sunate sunate aankh meri bhar aati thi,
ham deewane the unake mujhako wo bahut rulati thi,
aate jate hans karke ham usaki bate sunate the,
aaj isi dil ki duniya me aise afasane bante the,
dil se usako chahe the fir bhi anjane bante the,
apani barbadi ke manjar me aisi galati ham karte the,
dharti par ham rah karke taro ko bat sunate the,
meri bate sun karke unaki tadpan bad jati thi,
badal se tab sah n jata nbarish bhi ho jati thi.

No comments:
Post a Comment