Welcome Guest, Register Your Group and Start Sharing SMS.

21 Jun 2015

Fasana-E-Zindagi Insan Ka Sunte Sunte Status Foe Wechat

Kitne Hi Log Roj Aate Hai Chale Jate Hain
Jism Mer Jata Hai Karname Hi Reh Jate Hain

Kuch Khash Karne Ki Koshish Bhi Lagi Rehti
Hai
Kuch Kiye Hote Hai; Kuch Ker Jate Hain

Kuchh Karne Ki Tamanna Dil Mein Leke Hi Mer
Jate Hain
Dooriyan Kam Jyada Hain Manjil To Ek Hai

Phir Kyun Jane Ka Rasta Alag Alag Apnate
Hain
Jauhri Ki Talash Mein Gumnamiyon Main Kho
Gaye

Kuchh Beskeemti Heere Bhi Dhool Mein Mil
Jate Hain
Kisi Ko Pet Bherke Bhi Takiye Se Chubhan Hoti
Hai

Aur Kuchh Bhukhe Pet Hi Footpath Pe So Jate
Hain
Ki Fasana-E-Zindagi Insan Ka Sunte Sunte
Aankh Kya Cheej Hai Dil Bhi Bher Jate Hai..

No comments:

Post a Comment